The Random GC
3 saal pehle pata nhi mere dimaag mein kya aaya jo maine apko randomly GC mein add kar diya. Aur ab dekho, apke birthday pe website banadi. Character development ho gaya mera, kahi mai gawd toh nhi. ๐ค๐โจ
Ap kavi vi wish ny krti pr m hr year wish crta, huh rudee!! ๐ค๐
baki yawr vo domain k pese bhez deti toh mza a zata ๐ญ
psst... abhi camera ki permission mangega toh allow kr dena ๐
3 saal ki bakchodi, carefully preserved โก
3 saal pehle pata nhi mere dimaag mein kya aaya jo maine apko randomly GC mein add kar diya. Aur ab dekho, apke birthday pe website banadi. Character development ho gaya mera, kahi mai gawd toh nhi. ๐ค๐โจ
Apki woh Nezuko wali pfp yaad hai? ๐ญ Aur mera woh legendary sawaal ki Nezuko humesha muh mein kyu leti? still bhay humesha muh m kyu leti ๐ญ๐๐
Phir ap hecker banne lagi, aur apka hecker friend jo meri CHUDAYI lgane wla tha RG naam wla. ๐ญ๐ Aur main RG ki khichai karta rehta tha, itna ki kabhi kabhi actual bully ho jata tha. ๐ Not my proudest era, but definitely part of the lore, dedly debloper jo hu hehe~ ๐งโ๐ป
ab website pe games bhi hain. budget toh bilkul nahi hai ๐
Humari legendary history yaad hai ya sab delete kar diya?
10 hearts pakad. Haan, ab mehnat bhi karni padegi.
9 bows. Ek supposedly legendary gift. Suspicious? Bilkul nahi. ๐
Ek extremely prestigious title, issued by Akshat Universityโข.
psst... kuch buttons pe click karne se confetti bhi milti hai. free ka hai, enjoy.
Ek GC se shuru hua tha. Ab poora museum ban gaya. ๐ญ
Ek din random GC mein add kiya tha. Tab nahi pata tha ki 3 saal baad iska website-level consequence hoga.
Nezuko pfp, ek extremely questionable sawaal, aur mera lifetime membership in apko-annoy-karne-wala club.
Ap RG dedly hacker se hacking seekh rhi thi aur main RG co bully kar rha tha. usci toh khtrnk hi bullying ho gayi. RG, agar ye padh rhe ho, sorry yaar bura hua. ๐ญ๐ข
Ab dekhiye. Website ban gayi. Mereko bhi nahi pata hum yahan kaise aa gaye.
thoda sa wholesome, warna meri reputation kharab ho jayegi ๐
100% accurate predictions, source: trust me vro ๐
Pick one, nezuko ki pfp wli. Destiny is buffering... ๐
โWebsite toh theek hai, developer thoda ajeeb hai.โ
โ Imaginary reviewer #1โGift chori karna was a professional decision.โ
โ Billota, alleged criminalโDomain ke pese bhez do yawrr.โ
โ Thee dedly debloperโขVrooo billota se bacha ke rakha hai. Is baar asli gift choose karna hai. ๐ญ๐
OPEN THE SECRET GIFT OBSERVATORY โฆpsst... password required. secret code toh pata hi hoga ๐
Mazak apni jagah, but I'm genuinely glad ki uss din maine apko add kiya tha. Warna mujhe meri Dimdii kaise milti?
Ap randomly mili thi but ab random bilkul nhi ho. Happy Birthday, Dimdii. Celebrate crow iss bar toh crazyyy hi wish cr diya hahahahahah ๐๐โจ
- thee dedly debloper, Akshat โก
SURPRISEEEE ๐๐
Congratulations, you're still stuck with your annoying little brother. No refunds. ๐
P.S. Camera wali baat sirf joke thi. This website never asks for camera access. ๐ญ